Mahiya Ye Jhumke Bindiya Lyrics – Shreya Ghoshal | Badshah

Mahiya Ye Jhumke Bindiya Lyrics Sung By Badshah, Shreya Ghoshal lends her enchanting vocals to this mesmerizing track. This exceptional composition highlights the talents of artists Avneet Kaur, Badshah promising a journey of emotions like no other. With music by Badshah and heartfelt lyrics penned by the Badshah, Mahiya Ye Jhumka Bindiya Lyrics beautifully encapsulates the depth of its emotional narrative. Stay tuned to immerse yourself in the lyrical richness of “Mahiya” exclusively presented by Badshah.

Mahiya Ye Jhumke Bindiya Lyrics

Mahiya Ye jhumke bindiya
Chura ke nindiya le jayenge teri
O piya, tujhe hi dil diya
Haan kaun iss tarah ho jayegi teri

Mahiya Yeh jhumke bindiya
Chura ke nindiya le jayenge teri
O piya, tujhe hi dil diya
Haan kaun iss tarah ho jayegi teri

Teri aankhein bataye ke tu soyi nahi hai
Sukoon humko bhi nahi hai
Mujhe dekh ke shayad lage naa tujhe
Par aashiq mere jaisa koi nahi hai

Wajib bechainiyan hai teri
Mujh mein bhi khaamiyan batheri
Chahe jahan bhi jau dikhe
Mujh pe nishaaniyan hai teri
Jo tu na dikhe toh ye aankhein kis kaam ki
Zikr na tera toh ye baatein kis kaam ki
Fikr na kisi bhi baat ki
Kar tu khaamakha
Bina raani ke badshah kis kaam ka

Mahiya Yeh jhumke bindiya
Chura ke nindiya le jayenge teri
O piya, tujhe hi dil diya
Haan kaun iss tarah ho jayegi teri

Sukoon denge, sanak denge
Zameen denge, falak denge
Jo maangega tu haske jaan
Tere hanthon me rakh denge

Bekhabar, rakh thodi si khabar
Kari na jo qadar, hojayegi deri

Teri parchaayi main banu
Tanhai main jarun
Teri aahein main bharu
Maine maanga tujhe, lagi aake mujhe
Kisi dua ke jaise tu
Teri parchaayi main banu
Tanhai main jarun
Teri aahein main bharu
Maine maanga tujhe, lagi aake mujhe
Kisi dua ke jaise tu

Rahe na kisi bhi kaam ke
Jab se bane hain deewane tere naam ke
Its your boy
jo meri bani hai jaan
Aave le na chahti jaan meri jaan ke
Ho jaaye tere.

MahiyaSong Credit

SongMahiya
SingerBadshah, Shreya Ghoshal
FeaturingAvneet Kaur, Badshah
MusicBadshah
LyricsBadshah
LableBadshah

Lyricbright: Questions and Answers

Who are the singers of the song “Mahiya”?
The soulful vocals of Badshah, Shreya Ghoshal grace the song “Mahiya”.

Who composed the music for “Mahiya”?
“Mahiya” boasts music composed by the talented Badshah.

Who penned the lyrics of “Mahiya”?
The heartfelt lyrics of “Mahiya” are crafted Badshah.

Who stars in the music video of “Mahiya”?
Avneet Kaur, Badshah feature in the captivating music video of “Mahiya”.

Under which label was “Mahiya” released?
“Mahiya” finds its release under the esteemed banner of Badshah.

Sing-Along Tips: Mahiya Song

  • Listen and Learn: Listen to the original song multiple times to get familiar with the rhythm, melody, and flow.
  • Slow it Down: Practice singing along at a slower pace to ensure you are pronouncing each word correctly.
  • Record Yourself: Record yourself singing and play it back to identify areas for improvement.
  • Warm Up: Do vocal warm-up exercises before you start singing to enhance your vocal performance.
Scroll to Top